Papa Kehte Hain Lyrics
papa kehte hain bada naam karega
beta hmara aisa kaam karega
magar yeh toh koi na jaane
ke meri manzil hai kahan
papa kehte hain bada naam karega
baithe hain milke sab yaar apne
sabke dilon mein armaan yeh hain
woh zindagi mein kal kya bnega
har ek nasar ka sapna ye hai
koi engineer ka kaam karega
business mein koi apna naam karega
magar ye toh koi na jaane
ke meri manzil hai kahan
papa kehte hain bada naam karega
mera toh sapna hai ek chehra
dekhe jo usko jhoome bahar
gaalon mein khilti kaliyon ka mausam
aankhon mein jaadu honthon mein pyaar
banda ye khoobsurat kaam karega
dil ki dunia mein apna naam karega
meri nazar se dekho toh yaaro
ye meri manzil hai kahan
papa kehte hain brha naam krega